منگل، 7 ستمبر، 2010

Barsat kyun khafa hai.

Kai dino se malegaon me barish nahi hui. Halki bonda bandi k baad badal kahin aur chale jate hain. Lagta hai hukumate waqt ki trah barsat ne b malegaon muh pher lya hai.